1) Aqaaid: Aadmi jin deeni baaton par dil se yaqeen rakhta hai, un ko “Aqaaid" kehte hain.
2) Asma-e-Husna : Allah Ta'ala ke naamon ko "Asma-e-Husna” kehte hain.
3) Masaail : Deen ki woh baatein jin mein amal ka tareeqa ya us ka saheeh aur galat hona bataaya jaaye, un ko “Masaail” kehte hain.